Cine-mated By: FRAMES
Mix & Mastered By: Rakesh Nigam
Edited By: Ayushman Merli (FRAMES)
Lyrics:
Ab fame thoda door par
Paya sab kuchh sangeet mein main doob kar
Khali tijori karaa maine loot kar
Jo bhi bola sidha bola tere muh par
Sharp shooter shabd sare OG
Ladha battle rap ka main fauji
Kara handle like a manager
Kuch galat shot nahi
It feels so cosy
Badalta time badalte log
Hum kare grind jalte yeh log
Haath mein kush pura focus
Toh phir saale machalte ye log
Jhoothi badhawa, jhoothi dikhawa
Hum asli par karte na dawa
Unhe bhi pata hum cheez galat hai
Muhpe hai gaali par ander se wahwah
Kya bolte bawa? Scene banade?
Free verse kya hai,sabko batade?
Free style pe sab ke haath uthade
Fokat ka nahi hum karte tamashe
Loop pe beat chalade hum heat badhade
Har eak flop ko hit karade
Neat pe neat daal ke mic pe
Jo bhi chhoote muh se use hum gaade
Chal phir se thoda kare baat cheet
Chal phir se naaplete haarjeet
Aaj bhi Rap ke exams pe hai top wala marksheet
Rhymes sare tez jaise badh jaye heartbeat
Na maar peet sidha laashein bichhadun main
Scene mera hai tamashe dikhadun main
Yeh diss-wiss kya phis-phis kya muhpe sidha bakta hun
Khunkhar main rapper, insaan sa bas lagta hun
Aane do jisko bhi dher karna mera kaam
Shabd 9mm goliyon ka hai dukaan
Aur jo bhi yeh dawa karte the hai number 1
Jaake puch unse aaj sab ke muh pe mera naam
Khane ke hai waande toh langar lagaa dun main
Har gaane ke saath hunger badha dun main
Bitch i'm a self-made na backup ka jarurat hai
Dekh aake dekh aaj akela khada hun main.
Na mujhe farak tere likes tere views ke
Main aaj bhi ladh raha naa leta excuse beh
Han attitude hai, verse mere rude hai
Aaj youtube pe toh kal tere akhbaar ke news pe
Thode confuse hai aur thode fuse hai
I'm the one mere alawa who's there?
Kalka bhaari killer aaj ki taiyaari mein hai
Nishana hai saaf, shot eak baari mein (hai)
No doubt baatein saare asli hai
Baatein woh jinhe maine masli hai
Jhute rappers, adhe toh saale nakli
Hiphop ki seat pe apni jagah rakh li hai.
It all started with my brothers from the shortlane.
Naa thi audi ki safar in the local train.
Kuchh nhi badla aaj bhi same mahaul hai
Aisa na marunga na raho in this wehem.
Woh din bhi yaad hai jab likhta tha main chhupke
Waise hun jo bhi hun aaj hun khud main
Tumhe lagta tha na tik paunga
Par dekho hun khada aaj uske bawajood main.
Soch corrupted hai bichaar hai pollution
Inke liye bas eak hi suggestion
Bhai muh na lago
Na pichhe bhownko
Gaadh dunga zinda laash
Sir pe leke kafan
All Rights Reserved | Copyright 2020
0 Comments